• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ishq Mein Ye Hui Haalat Tere Diwane Ki

Ishq Mein Ye Hui Haalat Tere Diwane Ki

ishq men ye hui halat tire divane ki

ab na jiine ki tamanna hai na mar jaane ki

raqs miina ka kabhi shoḳhiyan paimane ki

yaad aati hain faza.en tire maiḳhane ki

kuchh is andaz se tartib diya hai main ne

tum se tashrih na hogi mire afsane ki

meri qismat hi men likkhi thi tabahi ai dost

hai shikayat mujhe apne ki na begane ki

vo bhi bimar-e-mohabbat ka uḌate hain mazaq

dekh kar jin ko tavaqqo.a thi sambhal jaane ki

kyuun na tauqir karen aaj miri ahl-e-haram

ḳhaak chhani hai bahut main ne sanam-ḳhane ki

hijr alam ḳhalish soz taḌap dard-e-jigar

surḳhiyan hain ye mire ishq ke afsane ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Duniya Duniya Sair Safar Thi Shauq Ki Rah Tamam Hui

abbas-dana

Aql-O-danish Ko Zamane Se Chhupa Rakkha Hai

Samundar Aankh Se Ojhal Zara Nahin Hota

aal-e-ahmad-suroor

Hum Barq-O-Sharar Ko Kabhi Khatir Mein Na Lae

Ruh Ke Jalte KHarabe Ka Mudawa Bhi Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet