• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ishq Mein Marke Bala Ke Rahe

Ishq Mein Marke Bala Ke Rahe

ishq men ma.arke bala ke rahe

aḳhirash ham shikast kha ke rahe

ye alag baat hai ki haare ham

hashr ik baar to uTha ke rahe

safar-e-gham ki baat jab bhi chali

tazkire tere naqsh-e-pa ke rahe

jab bhi aa.i koi ḳhushi ki ghaḌi

din ghamon ke bhi yaad aa ke rahe

jis men saara hi shahr dafn hua

faisle sab aTal hava ke rahe

apni surat bigaḌ ga.i lekin

ham unhen a.ina dikha ke rahe

honT tak si diye the phir bhi ‘nazar’

zulm ki dastan suna ke rahe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Khun-E-dil Hota Raha Khun-E-Jigar Hota Raha

Wahshat Mein Nikal Aaya Hun Idrak Se Aage

Tanhai Ke Sab Din Hain Tanhai Ki Sab Raaten

akhtar-imam-rizvi

dhundte Ho Jise dafinon Mein

Maulana Rumi

Aan Ruh Ra Ki Ishq-e-Haqiqi Shiar Nist

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet