• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ishq Mein Jaan Se Guzarne Ko

Ishq Mein Jaan Se Guzarne Ko

ishq men jaan se guzarne ko

ik hamin rah ga.e hain marne ko

main tumhari adaon ke sadqe

kabhi bigḌoge bhi sanvarne ko

kaun ka.abe se bhi siva hai buland

jhuk raha huun salam karne ko

dil bikharne pe kyuun ye maa.il hai

rang kis ka hai ye nikharne ko

hai ‘munavar’ gunah phir bhi savab

Dar rahe hain ḳhuda se Darne ko

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dard Sa uTh Ke Na Rah Jae Kahin Dil Ke Qarib

Rup Ke Panw Chumne Wale Sun Le Meri Bani

Junun Ke Dasht Mein Niklen Wafa Ki Had Kar Den

Badan Ko Chhu Len Tere Aur surKH-Ru Ho Len

So Duniya Mein Jina Basna Dil Ko Marne Mat Dena

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet