• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ishq Karta Ki Tere Hijr Se Nafrat Karta

Ishq Karta Ki Tere Hijr Se Nafrat Karta

ishq karta ki tire hijr se nafrat karta

bol kis aas pe main teri himayat karta

zindagi roz naya ruup dikhati mujh ko

aur main hans ke use ḳhvab vadi.at karta

main ki ik ism-e-mohabbat huun falak se utra

main tire vird men rahta to karamat karta

dasht ke paar naya dasht basata dil ka

phir tire hijr men dil khol ke vahshat karta

halqa-e-nind ke manzar men udasi thi ‘sa.id’

main vahan ḳhvab sunata to qayamat karta

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Sab Se Behtar Hai Ki Mujh Par Mehrban Koi Na Ho

akhgar-mushtaq-raheem-aabadi

Bedad-e-Taghaful Se To Badhta Nahin Gham Aur

poet

Yar Kahta Hai Tajalli-E-Laqa Thi Main Na Tha

poet

Khushbu Si Koi Aae To Lagta Hai Ki Tum Ho

poet

Jab Se Tumhaari Aankhen Aalam Ko Bhaiyan Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet