• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Is Tarah Rukh Pherte Ho Sunte Hi Bose Ki Baat

Is Tarah Rukh Pherte Ho Sunte Hi Bose Ki Baat

poet

is tarah rukh pherte ho sunte hi bose ki baat

shah-e-maashuqan ke aage kya hai ye eti bisat

kyuun na daude tab divana ho ke majnun dasht kuun

jab likhi ho ashiqan ki shakh-e-ahu pe barat

jhiljhilati hai mahin jaame siin tere tan ki jot

maah ka khirman hai ai khurshid-ru tera yogat

sau girah thi dil men mere khosha-e-angur juun

ek pyale siin kiya saaqi nen hall-e-mushkilat

kuchh kaho ‘yakru’ piya dar siin tire talta nahin

bujhta hai ek ye ghar janta nahin panch saat

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ai Sitam-Azma Jafa Kab Tak

Junun Gar baDh Gaya Ruswaiyan Barbaad Kar Dengi

Yakayak Aks Dhundlane Lage Hain

akbar-masoom

Na Apna Nam Na Chehra Badal Ke Aaya Hun

kishwar-naheed

Aakhiri Faisla

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet