• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Is miTTi Ko Aise Khel Khilaya Humne

Is miTTi Ko Aise Khel Khilaya Humne

is miTTi ko aise khel khilaya ham ne

ḳhud ko roz bigaḌa roz banaya ham ne

jo socha tha vo to ham se bana nahin phir

jo ban paaya us se ji bahlaya ham ne

gham ko phir se tanha.i ke saath men mil kar

hanste hanste baton men uljhaya ham ne

na-mumkin tha is ko hasil karna phir bhi

puuri shiddat se ye ishq nibhaya ham ne

us ki yaden bojh na ban jaa.en sanson par

so yadon se apna dil dhaḌkaya ham ne

kah dete to shayad achchhe ho jaate par

ḳhamoshi se apna maraz baḌhaya ham ne

us ka chehra dekh liya tha ek dafa phir

in ankhon se salon qarz chukaya ham ne

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Phir Sar Pe Sham Aa Gai Main Raste Mein Hun

shah-naseer

Na dikhaiyo Hijr Ka dard-O-Alam Tujhe deta Hun Charkh-E-Khuda Ki Qasam

poet

daur Saghar Ka Chale Saqi dobara Ek Aur

poet

Nalon Se Mere Kab Tah-O-Baala Jahan Nahin

Aas Jis Ki Jawan Hoti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet