• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Is Darja Meri Zat Se Usko Hasad Hua

Is Darja Meri Zat Se Usko Hasad Hua

is darja meri zaat se us ko hasad hua

jo bhi saval main ne kiya mustarad hua

us ne hi di saza mujhe sahra ki dhuup men

mere badan ki chhanv se jo na-balad hua

aisi chali hava ki har ik shaḳh jal ga.i

vo peḌ jo hara tha ghamon ki sanad hua

sochen hain ḳhvab-ḳhvab to tahrir ab-ab

ham kya kahen ki kaun yahan nek-o-bad hua

us ki hi aarzu men ye chehre udaas hain

vo aa.ina ki jis ka taqaza ashad hua

jis ne sadaqaton ko lahu se kiya raqam

us shaḳhs ka har ek suḳhan mustanad hua

mera sitara us ke sitare se yuun mila

mera aur us ka naam ‘hasan’ ham-adad hua

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aisa Nahin Duaon Mein Manga Nahin Tujhe

Ilm Mein Jhengar Se baDh Kar Kaamran Koi Nahin

Aae Hain Dene Tasalli Wo Sambhal Jaane Ke Baad

Tujhe Zara Dukh Aur Sisakne Wala Main

luT Gaya Dil Kahan Nahin Malum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet