• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Is Chand Se Chehre Ko Dikha Kyun Nahin Dete

Is Chand Se Chehre Ko Dikha Kyun Nahin Dete

is chand se chehre ko dikha kyuun nahin dete

hasrat ye mire dil ki miTa kyuun nahin dete

ḳhalvat men to kahte ho ki tum jaan ho meri

ye baat zamane ko bata kyuun nahin dete

ye baat agar sach hai ki tum pir-e-mughan ho

is rind ko ji bhar ke pila kyuun nahin dete

maqsud nahin nasl ki islah agar ho

aslaf ke ausaf bata kyuun nahin dete

aḳhlaq se kirdar se ulfat se jahan men

nafrat ke andheron ko miTa kyuun nahin dete

main ho ke vafadar bhi mulzim huun jafa ka

phir meri vafaon ko bhula kyuun nahin dete

nafrat ke ghaTa-Top andhere men ‘zaki’ tum

ik sham.a mohabbat ki jila kyon nahin dete

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Tere KHayal Se Fursat Jo Umr Bhar Na Hui

poet

Rakhta Hun Main Haq Par Nazar Koi Kuchh Kaho Koi Kuchh Kaho

poet

Husn Se Kam Nahin Martaba Ishq Ka

Rang Laya Diwana-Pan Mera

Ye Tum Be-Waqt Kaise Aaj Aa Nikle Sabab Kya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet