• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Is Be-KHudi Mein ruKHsat KHuddari Ho Gai Hai

Is Be-KHudi Mein ruKHsat KHuddari Ho Gai Hai

is be-ḳhudi men ruḳhsat ḳhuddari ho ga.i hai

mushkil hui jo asan dushvari ho ga.i hai

ik dagh-e-dil pe bhi ab apna nahin tasarruf

ye sab zamin goya sarkari ho ga.i hai

is bojh ki na puchho gaThri hai dil ye jis ko

jitna kiya hai halka kuchh bhari ho ga.i hai

shikva nahin sitam ka par ab ye dekhta huun

tum ko sitamgari ki bimari ho ga.i hai

koi talab na hasrat kuchh shauq hai na aadat

ab teri yaad meri lachari ho ga.i hai

lahje ki pairvi se tapta hai ‘mir’ koi

vo ‘mir’ ḳhatm jis par fankari ho ga.i hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Husn-E-Hijab-Ashna Jaanib-E-Baam Aa Gaya

ahmad-faraz

Hawa Ke Zor Se Pindar-E-Baam-O-dar Bhi Gaya

Nind to Main Kama Ke Lata Hun

poet

Hamein to Ek Hi Chehra Dikhai Deta Hai

ahsan-yusuf-zai

Han Nahin Ke Bich dhundlai Si Sham

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet