• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Iqrar Kisi Din Hai to Inkar Kisi Din

Iqrar Kisi Din Hai to Inkar Kisi Din

iqrar kisi din hai to inkar kisi din

ho ja.egi ab aap se takrar kisi din

chaha kabhi socha kabhi tasvir bana.i

chhoḌa na tiri yaad ne bekar kisi din

palkon pe sitare liye rahon men khaḌe hain

fursat ho to aa ja.iye sarkar kisi din

duniya men sada chalti hai chahat ki hukumat

aa jaao mana lenge ham itvar kisi din

aaya hai akela tujhe jaana hai akela

bas dekhte rah ja.enge sab yaar kisi din

daulat ke ye ambar tira saath na denge

gir ja.egi nadan ye divar kisi din

achchhi nahin lagti hamen aadat ye tiri ‘badr’

har baar kabhi aur to har baar kisi din

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Zahid Kahun Kya Tujhse Ki Hun Ab Main Kidhar Ka

abdul-ahad-saaz

Shirkat

Har-Samt Tazgi Si Jharnon Ki Naghmagi Se Kitni

Andhere Ke Taaqub Mein Kai Kirnen Laga Dega

poet

Kijiye Rindi Ka Pesha Shisha Shisha Hai Sharab

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet