• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ilzam Tha diye Pe Na Taqsir Raat Ki

Ilzam Tha diye Pe Na Taqsir Raat Ki

parveen-shakir

ilzam tha diye pe na taqsir raat ki

ham ne to bas hava ke taalluq se baat ki

har subh jab ki subh-e-qayamat ki tarah aae

aise men kaun hoga jo soche sabat ki

taklif to hui magar ai nakhun-e-malal

khulne lagi girah bhi koi apni zaat ki

zanjir hai jazira hai ya shakh-e-be-samar

ab kaun si lakir salamat hai haat ki

marne agar na paai to zinda bhi kab rahi

tanha kati vo umr jo thi tere saath ki

phir bhi na mera qafila lutne se bach saka

main ne khabar to rakkhi thi ek ek ghaat ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

beena-goindi

Aakash Pe Baadal Chhae The

ahmad-nadeem-qasmi

Gaen dakraati Hui Pagdandiyon Par Aa Gain

Kash Sunte Wo Pur-Asar Baaten

rahat-indori

Log Har Mod Pe Ruk Ruk Ke Sambhalte Kyun Hain

akhtar-shirani

Har Ek Jalwa-E-Rangin Meri Nigah Mein Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet