• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ibraton Ke Har Ek Bayan Mein Hun

Ibraton Ke Har Ek Bayan Mein Hun

ibraton ke har ik bayan men huun

dard ki saari dastan men huun

har qadam gardishen hain tera nasib

main bhi har saans imtihan men huun

ḳhud nishana huun aur shikar bhi ḳhud

tiir huun aur abhi kaman men huun

mera hafiz baḌa muhafiz hai

hazrat-e-ishq ki amaan men huun

vo ḳharaba jo tu ne chhoḌ diya

main abhi tak usi makan men huun

sab farishte hain mere charon taraf

main zamin par ya asman men huun

mera azm-e-safar salamat hai

dhuup men huun ki sa.eban men huun

sarhaden chhu ke lauT aata huun

haq-o-batil ke darmiyan men huun

dushmanon ke had-e-yaqin se duur

doston ke har ik guman men huun

harf-e-haq teri justuju ban kar

main savalon ke har nishan men huun

kal talak tha sarapa zabt-o-sukut

aaj har ek ki zaban men huun

chand ḳhush-nam hafizon ke siva

main saf-e-yad-e-raftagan men huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Parinda Aaine Se Kya laDega

abdul-hamid-adam

Main Raste Ka Bojh Hun Mera Na Kar Khayal

Tumhaare Wasl Ko Wadon Mein Rakh Diya Maine

Hamare Zehn Mein Mahshar Bapa Hai Kya Kiya Jae

Ye Nigah-E-Sharm Jhuki Jhuki Ye Jabin-E-Naz Dhuan Dhuan

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet