• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Husn-E-Alam-Soz Na-Mahdud Hona Chahiye

Husn-E-Alam-Soz Na-Mahdud Hona Chahiye

husn-e-alam-soz na-mahdud hona chahiye

har tajalli aftab-alud hona chahiye

husn-e-niyyat hai dalil-e-husn anjam-e-amal

sa.i men bhi jalva-e-maqsud hona chahiye

ek hi jalva hai jab hangama-ara-e-shuhud

phir vahi shahid vahi mash.hud hona chahiye

husn-e-alam-soz ka faiz-e-tajalli aam hai

ek ik zarra yahan masjud hona chahiye

shana-o-a.ina kya ai zulf-e-mushkin-e-ayaz

teri zinat ko dil-e-mahmud hona chahiye

be-niyazi ab ḳhata-karon ki himmat baḌh ga.i

bab-e-tauba kuchh dinon masdud hona chahiye

kavish-e-mizhgan ka paiham taqaza hai ‘aziz’

har-nafas ko tere ḳhun-alud hona chahiye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

zaKHmon Ki Dukanon Pe KHaridar Bhi Aae

Hai Lahu Shahidon Ka Naqsh-E-Jawedan Yaro

poet

Hue Janab Mein Ab Tak Na Tere Hum Gustakh

seema-sharma-meeruthi

Zarre Zarre Hain Aks Ke Har-Su

Tujhe Dil Se Utara Hi Nahin Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet