• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Humne Tanha-Nashini KHaridi to Hai Raunaq O Shorish-E-Anjuman Bech Kar

Humne Tanha-Nashini KHaridi to Hai Raunaq O Shorish-E-Anjuman Bech Kar

poet

ham ne tanha-nashini ḳharidi to hai raunaq o shorish-e-anjuman bech kar

sham.a mehrab-e-dil men jala.i to hai arzuon ka apni kafan bech kar

mutma.in hain bahut aaj arbab-e-fan apna sarmaya-e-fikr-o-fan bech kar

jaise a.ina rakh de koi mah-vash halqa-e-zulf ka bankpan bech kar

kho gaya dard hangama-e-shahr men luT rahi hai dukan-e-mata-e-nazar

ab bhi taufiq agar hai to ahl-e-junun baḌh ke le lo use jaan o tan bech kar

rut badalti rahi rang uḌte rahe kam-nazar baghban kam-nazar hi rahe

ik ḳhayaban ko sairab karte rahe abru-e-bahar-e-chaman bech kar

hai ‘faridi’ ajab rang-e-bazm-e-jahan miT raha hai yahan farq-e-sud-o-ziyan

nuur ki bhiik taron se lene laga aftab apni ik ik kiran bech kar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

dil Ki dahliz Suni Suni Hai

ahmad-nadeem-qasmi

Qayamat

akhtar-shirani

Waqt Ki Qadr

Dil Ki Dahliz Pe Jab Sham Ka Saya Utra

poet

Ishq Mein Hua Un Ke Dushman Ek Jahan Apna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet