• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Humne Mana Hamein Barbaad Karegi Duniya

Humne Mana Hamein Barbaad Karegi Duniya

poet

ham ne maana hamen barbad karegi duniya

kar ke barbad magar yaad karegi duniya

jab use zulm-o-sitam hi men maza aata hai

kisi nashad ko kya shaad karegi duniya

dekhna ye hai ki ham ahl-e-junun par kab tak

nit na.e tarz ki bedad karegi duniya

aaj tu apni karamat pe itrati hai

kal magar aap hi fariyad karegi duniya

dushmani hai use arbab-e-vafa se lekin

ye na honge to inhen yaad karegi duniya

nahin ma.alum yunhi ḳhud ko kahan tak ‘mansha’

qaid-e-aḳhlaq se azad karegi duniya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-irfan

Sara-e-dahr Ka Jalta Makan Chhod Gaya

Hum Apni Suraton Se Mumasil Nahin Rahe

poet

Be-Murawwat Bewafa Na-Mehrban Na-Ashna

akbar-masoom

Ye Sari dhul Meri Hai Ye Sab Ghubar Mera

Sufi

Ai Ki Ba-Husn-e-Baadshah Banda-Nawaz-e-Kisti

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet