• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Humne Kahne Ko Tumhein dil Se Bhulaya Hua Hai

Humne Kahne Ko Tumhein dil Se Bhulaya Hua Hai

kishwar-naheed

ham ne kahne ko tumhen dil se bhulaya hua hai

bas yahi daagh hai siine men chhupaya hua hai

ab giregi bhi to kaise ki bahut sabr ke saath

ham ne divar ko hathon se banaya hua hai

baat karne ko bahut der se socha us se

jis ki tahrir ko ankhon men basaya hua hai

chashm-e-be-aib men us ka hi sarapa kyuun tha

jis ka gham hadd-e-tamanna men samaya hua hai

khvahish-e-qurb ke paivand hain hathon men mire

ai junun-zad mujhe kitna sataya hua hai

koi kahta hai rifaqat nahin milne vaali

koi kahta hai vo dahliz pe aaya hua hai

vasl ki shaam ka andaza bahut mushkil tha

ham ne puchha tha magar us ne chhupaya hua hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

muneer-niyazi

Aa Gai Yaad Sham dhalte Hi

Udasiyon Ke Siwa Dil Ki Zindagi Kya Hai

poet

Nind Zara Si Jab Bhi Aane Lagti Hai

Sab Ke honTon Pe Ye Marne Ki Duaen Kaisi

Sachchaiyon Ko Bar-Sar-E-Paikar chhoD Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet