• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hum Roz Jo laDte Hain Tamasha Nahin Hota

Hum Roz Jo laDte Hain Tamasha Nahin Hota

ham roz jo laḌte hain tamasha nahin hota

ma.amul ka jhagḌa koi jhagḌa nahin hota

main bachche khilata huun to vo jaate hain picture

ye roz ka ratib hai jo nagha nahin hota

leader ki ye pahchan ki vo phulta jaa.e

sha.ir ki ye pahchan ki moTa nahin hota

har ek mulazim ka hai ye haal ki ghar men

chaval nahin hote kabhi aaTa nahin hota

ye soch ki lauTata nahin qarz kisi ka

ahbab se manga hua qarza nahin hota

gar laTri uTh jaa.e to kya ThaaT se guzre

ye ḳhvab hai andhon ka jo puura nahin hota

har chiiz ki qillat hai ‘rahim’ aaj vatan men

afsos ki kumba koi chhoTa nahin hota

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wafa Kar Raha Hun Jafa Chahta Hun

poet

Nafas-E-Arz-O-Sama Ho Jaise

Kahin Pe Rukte Hue Aur Kahin Guzarte Hue

Rang Se Rang Milata Hua Jata Hua Tu

poet

Tere Bais Masala Hal Ho Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet