• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hum din Ke Payami Hain Magar Kushta-E-Shab Hain

Hum din Ke Payami Hain Magar Kushta-E-Shab Hain

ahmad-nadeem-qasmi

ham din ke payami hain magar kushta-e-shab hain

is haal men bhi raunaq-e-alam ka sabab hain

zahir men ham insan hain mitti ke khilaune

batin men magar tund anasir ka ghazab hain

hain halqa-e-zanjir ka ham khanda-e-javed

zindan men basae hue ik shahr-e-tarab hain

chatki hui ye husn-e-gurezan ki kali hai

ya shiddat-e-jazbat se khulte hue lab hain

aghosh men mahkoge dikhai nahin doge

tum nikhat-e-gulzar ho ham parda-e-shab hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bhai Badal Gaya Kabhi beTa Badal Gaya

Awwal Awwal Ki Jawani Mein Ubaal Aaya Tha

Koi Aisa Hal Nikalen Silsila Yunhi Rahe

humaira-rahman

In Lafzon Mein Khud Ko dhundungi Main Bhi

ismail-merathi

Ek Waqt Mein Ek Kaam

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet