• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hum Bayabanon Mein Ghume Shahr Ki saDkon Pe Tahle

Hum Bayabanon Mein Ghume Shahr Ki saDkon Pe Tahle

ham bayabanon men ghume shahr ki saḌkon pe Tahle

dil kisi surat to sambhle dil kisi surat to bahle

zindagi ke raste men do-ghaḌi ka saath hai ye

apne man ki main bhi kah luun apne man ki tu bhi kah le

goya zinda rahna bhi ik jurm tere shahr men tha

ham har ik aahaT pe larze ham har ik dhaḌkan pe dahle

ab to ta-hadd-e-nazar viraniyan phaili hui hain

ghar ka ye be-dar ḳharaba kitna tha abad pahle

vaqt aisa aa gaya hai ḳhamushi behtar hai ‘munzir’

baat jo kahta hai sun le choT jo lagti hai sah le

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

asrarul-haq-majaz

Husn Phir Fitnagar Hai Kya Kahiye

Ab Dilae Mujhe Taskin to aaKHir Koi

Ek Umr Ki Aur Zarurat Hai Wahi Sham-O-Sahar Karne Ke Liye

Uski Pahle Se Thi Nazar Shayad

asrarul-haq-majaz

Yunhi Baithe Raho Bas dard-E-dil Se Be-Khabar Ho Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet