• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dekhte Dekhte Jab Maut Sitare Ki Hui

Dekhte Dekhte Jab Maut Sitare Ki Hui

dekhte dekhte jab maut sitare ki hui

phir koi sub.h kahan ḳhvab ke maare ki hui

vo muhajir tha muhajir ka muhajir hi raha

kab tire shahr men tadbir guzare ki hui

us ke farman sabhi dil ki siyahi ne likhe

aisi tauhin kahan nur-nazare ki hui

bujhte bujhte bhi hui atish-e-jan tez bahut

aur jo rasm thi baaqi vo sharare ki hui

zindagi bhi kisi bazar ki aurat ki tarah

na biyahe ki hui aur na kanvare ki hui

kya suna.un tujhe rudad-e-safar kaisi hai

dhuup aamad ki hui chhanv ḳhasare ki hui

yuun to vo chand bhi be-dagh nahin tha ‘ḳhurshid’

aur mujh se bhi ḳhata ek ishare ki hui

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ismail-merathi

Mehrbani Bhi Hai Itab Bhi Hai

Ai Hawa-E-Dayar-E-Dard-O-Malal

poet

Mere Sine Se Ranj-O-Gham Ki Tughyani Nahin Jati

Firaq-E-Yar Ke Lamhe Guzar Hi Jaenge

poet

Ye Zindagi to Bahut Kam Hai Dosti Ke Liye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet