• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ho Ke Bas Insan Hairan Sar Pakad Kar Baith Jae

Ho Ke Bas Insan Hairan Sar Pakad Kar Baith Jae

poet

ho ke bas insan hairan sar pakad kar baith jaae

kya ban aae us ghadi jab vo bigad kar baith jaae

tu vo aafat hai koi tujh se utha sakta hai dil

dekh le koi jo tujh ko dil pakad kar baith jaae

vasl men bhi us se kah sakta nahin kuchh khauf se

duur khich kar paas se mere na mad kar baith jaae

dosto meri nahin taqsir dil dene men kuchh

dil vo le kar hi uthe jab paas ad kar baith jaae

is khushamad se mira kuchh muddaa hi aur hai

chahte ho tum ye mere paanv pad kar baith jaae

us ka bal kha kar vo uthna paas se mere ghazab

aur ik aafat hai jo vo khich kar akad kar baith jaae

muft le lete hain dil ashiq se apne vo ‘nizam’

laakh phir mange koi thak kar jhagad kar baith jaae

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hawa Ki Aankh Mein Kajal Nahin Hai

abdul-hafiz-naeemi

Is Tilsim-e-Roz-O-Shab Se To Kabhi Niklo Zara

Gae the Shauq Se Hum Bhi Ye Duniya Dekhne Ko

Shauq Ka Taqaza Hai Sharh-E-Arzu Kije

Hum bichhaD Ke Tum Se Baadal Ki Tarah Rote Rahe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet