• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hijr Ki Shab Mein Qaid Kare Ya Subh-E-Visal Mein Rakkhe

Hijr Ki Shab Mein Qaid Kare Ya Subh-E-Visal Mein Rakkhe

noshi-gilani

hijr ki shab men qaid kare ya subh-e-visal men rakkhe

achchha maula teri marzi to jis haal men rakkhe

khel ye kaisa khel rahi hai dil se teri mohabbat

ik pal ki sarshari de aur dinon malal men rakkhe

main ne saari khushbuen anchal se bandh ke rakkhin

shayad in ka zikr tu apne kisi saval men rakkhe

kis se tere aane ki sargoshi ko sunte hi

main ne kitne phuul chune aur apni shaal men rakkhe

mushkil ban kar tuut padi hai dil par ye tanhai

ab jaane ye kab tak us ko apne jaal men rakkhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aaKHir Tumhaare Ishq Mein Barbaad Ho Sake

nida-fazli

dhup mein niklo ghataon mein naha kar dekho

Sultan Baho

Tun Tan Jag Na Jag Faqira Loden Ant Jagaya Hu

poet

Teri Yaadon Ne Kabhi Chain Se Jine Na diya

Zaban Kya Hai Mohabbat Ki Guftugu Kya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet