• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hazar Maslahat-E-Waqt Sath Sath Rahi

Hazar Maslahat-E-Waqt Sath Sath Rahi

hazar maslahat-e-vaqt saath saath rahi

junun ke samne baazi ḳhirad ki maat rahi

jahan bhi main ne imarat ka ehtiram kiya

vahin pe ruuTh ke mujh se miri hayat rahi

tiri nigah-e-karam par yaqin kya aaya

fareb-e-husn men ye saari ka.enat rahi

vo ik kali ne chaTak kar chaman ko samjha di

jo bat-chit sitaron se saari raat rahi

ḳhirad ne laakh dikha.in vafa ki tasviren

miri nigah magar janib-e-furat rahi

vo dasht ho ki falak-bos gumbad-o-mehrab

gharaz ki ho ke mohabbat ki vardat rahi

ye apne apne samajhne ka farq hai ‘raje’

kahan nigah-e-karam nazr-e-iltifat rahi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Baat Jis Se Ye Dar Tha Khuli to Jaan Legi

poet

Jaane Kya Dil Pe Dam-Ba-Dam Guzri

Dard Ko Zabt Ki Sarhad Se Guzar Jaane Do

Wo Ek chaTan Jo Pani Hui Saliqe Se

Sufi

Pesh Az Zuhur-e-Jalwa-e-Jaanana Sokhtem

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet