Hawas ba-zahir khub-surat hain takallum ka tariqa bhi bahut umda sa un ka badan par daal kar poshak mahnge daam vaali vo samajhte hain nigahon ki havas bhi dhanp li ham ne magar vo jante kab hain havas ka jism nanga hai
Leave a Reply