• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hawaon Ka Jo Shah-Par Bolta Hai

Hawaon Ka Jo Shah-Par Bolta Hai

havaon ka jo shah-par bolta hai

hamare ghar ka chhappar bolta hai

vahi manzar-ba-manzar bolta hai

ghazal chehra badan bhar bolta hai

falak sahra samundar bolta hai

tilism-e-ḳhvab shab-bhar bolta hai

ka.i faqon ka maz.har bolta hai

shikam-parvar jo patthar bolta hai

ḳhamoshi oḌh leta hai falak-bhar

kabhi vo shaḳhs aksar bolta hai

kabhi karte hain sajde chand-tare

kabhi muTThi men kankar bolta hai

pighalti ja rahi hai barf saari

tabahi ka samundar bolta hai

main apne aap se karta huun baten

ki ḳhud mujh se mira ghar bolta hai

pahan leta hai vo jo kuchh bhi ‘saifi’

bahut us ke badan par bolta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tujhe Zara Dukh Aur Sisakne Wala Main

Talash Maine Zindagi Mein Teri Be-Shumar Ki

Koi Hijr Hai Na Visal Hai

Jannat Nahin to Ku-E-Butan Kuchh Na Kuchh to Ho

Ye Hasin Honge Mehrban Mere Baad

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet