• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hawa Badalte Hi Pahli Si Dilkashi Na Rahi

Hawa Badalte Hi Pahli Si Dilkashi Na Rahi

poet

hava badalte hi pahli si dilkashi na rahi

ye kya hua ki vo phulon men tazgi na rahi

kisi ke dard-e-mohabbat ke baḳhshne ki thi der

phir us ke ba.ad kisi chiiz ki kami na rahi

ye sochta huun zamane ka haal kya hoga

agar dilon men mohabbat ki raushni na rahi

tire baghair bhi hansne ko main hansa huun magar

hansi ki tarah labon par kabhi hansi na rahi

miri nigah men ‘shariq’ bahar hai kuchh aur

bahar-e-gul pe na ja ye rahi rahi na rahi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Na chhoDa Dil-E-KHasta-Jaan Chalte Chalte

poet

baDh Gain gustaKHiyan Meri Saza Ke Sath Sath

poet

Zehn Har Su Nigah Karta Hai

afeef-siraj

Aapne Aaj Ye Mahfil Jo Sajai Hui Hai

Sang Uske Hi Safar Ho Kyunkar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet