• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hath Khaali Hai Koi Kankar uTha

Hath Khaali Hai Koi Kankar uTha

haath ḳhali hai koi kankar uTha

aankh se Thahra hua manzar uTha

ḳhamushi ka tantana hai har taraf

shor ye kaisa mire andar uTha

kya nahin rakkha tha mere samne

phir bhi sajde se na mera sar uTha

ab bhi mala-mal hai mera hunar

samne se mere sim-o-zar uTha

main bahut nadim huun apne kaam se

meri miTTi se naya paikar uTha

main bhi dekhun mera qatil kaun hai

Dhak na de mera badan chadar uTha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

etibar-sajid

Jo Khayal The Na Qayas The Wahi Log Mujhse Bichhad Gae

poet

Mahshar Ka Hamein Kya Gham Isyan Kise Kahte Hain

ahmad-faraz

Har Aashna Mein Kahan Khu-E-Mehrmana Wo

Sufi

Wo Umangen Nahin Ab Wo dil-e-Nashad Nahin

poet

Jo Dil Mein Usko Basae Wo Aur Kuchh Na Kare

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet