• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Harim-E-Dil Mein Thahar Ya Sara-E-Jaan Mein Ruk

Harim-E-Dil Mein Thahar Ya Sara-E-Jaan Mein Ruk

harim-e-dil men Thahar ya sara-e-jan men ruk

ye sab makan hain tere kisi makan men ruk

abhi main joḌ raha huun yaqin ka pyala

tu aisa kar ki abhi kasa-e-guman men ruk

main tujh ko bandh luun apni ghazal ke sheron men

ḳhayal-e-yar zara der mere dhyan men ruk

bahut si qaus-e-quzah ban rahi hain ankhon men

ai haft-rang pari meri dastan men ruk

main apne sheron ka me.aar kuchh buland karun

mire huruf men zam ho miri zaban men ruk

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Faslon Ki Barf Pighlegi Mujhe Ye Dar Na Tha

Chehre Pe Uske Ashk Ki Tahrir Ban Gai

Lage Jab Pyas to Rista Lahu Pine Nahin Deta

ahmad-zafar

Jab Tak Junun Junun Hai Gham-e-Agahi Bhi Hai

shahryar

dil Chiz Kya Hai Aap Meri Jaan Lijiye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet