• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har Silsila-E-Gham Se Shanasai Hui Hai

Har Silsila-E-Gham Se Shanasai Hui Hai

poet

har silsila-e-gham se shanasa.i hui hai

har mauj-e-talatum miri Thukra.i hui hai

zulmat ne kahin chaak gareban na kiya ho

aflak pe rangin faza chha.i hui hai

bebak nigahi pe jise naaz bahut tha

vo aankh hamen dekh ke sharma.i hui hai

ik ham ki har uftad pe hain mahv-e-tabassum

ik nabz-e-havadis hai ki tharra.i hui hai

gulshan men khaTakta hai use mera nasheman

bijli ḳhas-o-ḳhashak pe manDla.i hui hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHWAJA MUINUDDIN CHISHTI

Man Nami Goyam Anal-Haq Yar Mi-Goyad Bago

Hisar-E-Gard Mein Tanha khaDa Hun

Umr Bhar Kawish-E-Izhaar Ne Sone Na Diya

Aaj Karna Thi Tawajjoh Chaak-E-Daman Ki Taraf

poet

Rone Ka Saliqa Mujhe Aslaf Ne baKHsha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet