• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Har ghaDi Mujhko Be-Qarar Na Kar

Har ghaDi Mujhko Be-Qarar Na Kar

har ghaḌi mujh ko be-qarar na kar

zindagi meri sogvar na kar

jis ke sahil ka kuchh pata hi nahin

aisi kashti ko iḳhtiyar na kar

be-ḳhudi meri be-ḳhudi na rahe

itna ehsan gham-gusar na kar

is qadar mujh pe iltifat-o-karam

mere mohsin tu sharmsar na kar

paak kar le havas se dil pahle

kaun kahta hai tujh ko pyaar na kar

apne va.ade ka rakh bharam ai dost

kisht-e-ummid reg-zar na kar

ḳhair-ḳhvahi ke naam par hargiz

mere aibon ka ishtihar na kar

aadmi hai to aadmi hi rah

adamiyat ko daghdar na kar

jo ‘sahar’ dil se bhuul baiTha ho

tazkira us ka baar baar na kar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHizan-Nasib Ki Hasrat Ba-Ru-E-Kar Na Ho

Marbut Kaamyabi Hai Warastagi Ke Sath

Aab-Dar-Ab Mere Sath Safar Karte Hain

poet

Jazba-E-Shauq Ne Yun Dad-E-Wafa Pai Hai

Badan Ki oT Se Takne Laga Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet