• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Haqiqaton Se Kabhi Inhiraf Mat Kije

Haqiqaton Se Kabhi Inhiraf Mat Kije

poet

haqiqaton se kabhi inhiraf mat kiije

qusur jis ka ho us ko muaaf mat kiije

kisi buzurg ke chehre pe kuchh nahin likkha

adab to kijiye us ka tavaf mat kiije

ḳhata ho aap ki to kijiye ise taslim

ḳhata na ho to kabhi e’tiraf mat kiije

muahida ho ta.alluq ho inkisari ho

kabhi mizaj ke apne ḳhilaf mat kiije

vo ghar ka raaz ho ya doston ki baten hon

kisi pe un ka kabhi inkishaf mat kiije

ghazal isharon kinayon ka naam hai ‘gauhar’

ghazal men baat koi saaf saaf mat kiije

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Shahr Sab Hadson Ki Zad Mein Tha

poet

Bas Tamanna Hai Ishq-E-Maula Mein

poet

Ek din Muddaton Mein Aae Ho

Main Hi Kashti Bhi Hun Mallah Bhi Tufan Bhi Hun

Nahin Malum Jine Ka Hunar Kaisa Rakha Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet