• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hamrah Uske Subh Chale Sham Bhi Chale

Hamrah Uske Subh Chale Sham Bhi Chale

poet

hamrah us ke sub.h chale shaam bhi chale

par le ke koi amn ka paigham bhi chale

ab kya ilaj-e-dard-e-dil-e-be-talab karun

kuchh ho to un se nama-o-paigham bhi chale

ai dil nikal aisi koi raah ishq men

tu bhi rahe sukun se mira kaam bhi chale

guzre nahin hain sirf chaman hi se ai bahar

ham dekhte hue tira anjam bhi chale

duniya-e-be-sabat ki chahat to dekhiye

har shaḳhs chahta hai mira naam bhi chale

ham ne kiya hai aaj ‘ḳhalish’ azm-e-mai-kada

kah do ki saath gardish-e-ayyam bhi chale

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Muqaddar Apna Bargashta muKhaalif Aasman Apna

mubarak-azimabadi

Na Lae Tab-E-did Ausan Wale

Udas Dekh Ke Wajh-E-Malal Puchhega

poet

Wada-KHilaf Kitne Hain Ai Rashk-E-Mah Aap

Hum Un Ke Sitam Ko Bhi Karam Jaan Rahe Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet