• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hamare Sath Zamana Kiya Kare Kuchh Bhi

Hamare Sath Zamana Kiya Kare Kuchh Bhi

hamare saath zamana kiya kare kuchh bhi

zara malal na ho tu na gar kahe kuchh bhi

vo aur vaqt the jab intiḳhab mumkin tha

karenge ahl-e-hunar kaam ab mile kuchh bhi

nahin hai vaqt mire paas har kisi ke liye

miri bala se vo hote hon aap ke kuchh bhi

jo mera haq hai mujhe vo to dijiye sahab

talab kiya nahin main ne janab se kuchh bhi

zara si baat pe tera ye haal hai ‘basir’

abhi to main ne bataya nahin tujhe kuchh bhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Mange Hai Tere Milne Ko Be-Tarah Se Dil Aaj

poet

Zahir Na Tha Nahin Sahi Lekin Zuhur Tha

ahmad-faraz

dil Badan Ka Sharik-E-Haal Kahan

Jo Gum-Gashta Hai Uski Zat Kya Hai

Mila Unhen Bhi Maza Dil Pe choT Khane Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet