• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ham-Safar Koi Nahin to Shor-O-Shar Kis Ke Liye

Ham-Safar Koi Nahin to Shor-O-Shar Kis Ke Liye

ham-safar koi nahin to shor-o-shar kis ke liye

ai musafir ye sada-e-rahguzar kis ke liye

ḳhud se ab tak baaz rakkha main ne apne aap ko

mar to jaana tha mujhe marta magar kis ke liye

kaun aaya hai mire pichhe ye kaisa vahm hai

main Thahar jaata huun har ik moḌ par kis ke liye

ye jo rang-e-na-muradi khil raha hai char-su

ai ḳhizan is ka sabab kya hai ye zar kis ke liye

chain bahar bhi nahin hai phir na jaane kyuun ‘zafar’

dukh sa hota hai ki lauT aaya huun ghar kis ke liye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jo Us Be-Rahm Par Apna Dil-E-KHana-KHarab Aaya

KHwab Mein Bhi Udhar Jo Dil Jae

Sufi

Na Pahunche Chhut Kar Kunj-e-Qafas Se Hum Nasheman Tak

Namak Nigahon Mein honTon Mein Zaiqa Na Raha

Baat Ki Jab Ishq Ne Tahzib Ki

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet