• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hain Bahut dekhe Chahne Wale

Hain Bahut dekhe Chahne Wale

poet

hain bahut dekhe chahne vaale

par mile kam nibahane vaale

ham tumhare hon chahne vaale

tum agar ho nibahane vaale

ab-e-shamshir ke piyase hain

tere bismil karahne vaale

aa ke duniya men ai dil-e-nadan

kaam mat kar ulahane vaale

chahe chahe na chahe chahe vo

ham to hain us ke chahne vaale

nahin vo dost balki hain dushman

hain jo tere sarahne vaale

‘mashriqi’ bas bigad dete hain

un buton ko sarahne vaale

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Kuchh Bhi Nahin Jo Yaad-e-Butan-e-Hasin Nahin

Hamare Sath Mazi Ke Kai Qisse Nikal Aae

Tabiat-E-Be-Niyaz-E-Josh-E-Wahshat Ho to Sakti Hai

adeel-zaidi

Hum Apna Aap Lutane Kahan Pe Aa Gae Hain

Faza Ki Hath Mein Rakh Kar uDan Ki KHushbu

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet