• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hain Ahl-E-Nazar Yahan Pe Sabhi Ghalat Koi Kaam Ho Na Sake

Hain Ahl-E-Nazar Yahan Pe Sabhi Ghalat Koi Kaam Ho Na Sake

hain ahl-e-nazar yahan pe sabhi ghalat koi kaam ho na sake

sharab-e-kuhan vo pi ke chale jo mast-e-ḳhiram ho na sake

na koi lagan na dil men chubhan na rashk-e-suḳhan na rang-e-chaman

nahin tha jinhen shu.ur-e-vafa vo aali maqam ho na sake

jo tira-shabi ne chhoḌa mujhe to dil se mire uThi ye sada

ujale zara ḳhayal rahe sahar kabhi shaam ho na sake

the honT mire usi ke liye zamane se be-qarar magar

ye qaid mujhe laga di ga.i ki lab pe vo naam ho na sake

lahu men naha ke vo hi chala likha tha jabin pe jis ki ḳhuda

the aur bhi da.ave-dar yahan magar vo imaam ho na sake

ḳharid ke la na paoge tum milenge nahin dukan pe usuul

the sahab-e-zar hazar magar vafa ke ghulam ho na sake

bandha ke miri ummid kisi ne duur kahin khila.e gulab

tha shauq-e-junun bala ka magar payam-o-salam ho na sake

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Sochte Hue Bazar Se Nikal Aaya

Apna Hi Kirdar Rad Karta Hua

Ye Kisi shaKHs Ko Khone Ki Talafi Thahra

Sufi

Choro Pyaada Kotwal Kya Mast Apas Ke Kaam Mein

Banae Rakhta Hai Aankhon Mein Raushni Aansu

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet