• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hai Mera Tar-E-Nafas Tar-E-Qafas

Hai Mera Tar-E-Nafas Tar-E-Qafas

poet

hai mira tar-e-nafas tar-e-qafas

rishte barpa hon giraftar-e-qafas

murgh-e-dil ko zabh ai sayyad kar

aur taair hain sazavar-e-qafas

shauq bulbul ko asiri ka jo ho

ho zar-e-gul se kharidar-e-qafas

kyuun na main rangin-bayan huun qaid-e-ranj

murgh-e-khush-khvan hai sazavar-e-qafas

zindagi se qaid men bhi huun subuk

gaah bar-e-dam gah bar-e-qafas

mujh sa bulbul qaid ho kar chhut jaae

so gae kya bakht-e-bedar-e-qafas

chashm-e-alam men asir-e-dam hai

ruuh hai tan men sazavar-e-qafas

phand kar aaya tha divar-e-chaman

phand jaun kyuun ki divar-e-qafas

kya hai dagh-e-khun-e-bulbul ki bahar

dekh ai sayyad gulzar-e-qafas

kab kisi bulbul ko milta hai gulab

khun-e-dil piita hai bimar-e-qafas

zabh karne ko utara nakhl se

sar mira tha pa-e-raftar-e-qafas

puchhta hai kya dil-e-bulbul ka haal

dekh zalim jism-afgar-e-qafas

ashk ko hai dam-e-gesu ki talash

tifl hota hai kharidar-e-qafas

ta-ba-kai hoga asir-e-dam-e-fikr

‘arsh’ kar mauquf ashar-e-qafas

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

humaira-rahman

Hawa Ki Tez-Gamiyon Ka Inkishaf Kya Karen

poet

Shikayat Ke Ewaz Hum Shukr Karte Hain Sanam Tere

KHud-Faramosh-E-Qafas Hum Hain Chaman Yaad Nahin

shabnam-shakeel

na puchh dekh ke kitna malal hota hai

Ahwal-E-Dil-E-Zar Sunaya Nahin Jata

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet