• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hai Jo Bhi Jaza Saza Ata Ho

Hai Jo Bhi Jaza Saza Ata Ho

hai jo bhi jaza saza ata ho

hona hai jo aaj barmala ho

us din bhi jo sar pe dhuup chamki

jis din pe bahut farefta ho

us raat bhi niind agar na aa.i

jis raat pe is qadar fida ho

rangon men vahi to rang nikla

jo teri nazar men jach gaya ho

phulon men vahi to phuul Thahra

jo tere salam ko khila ho

ik shaḳhs ḳhuda bana hua hai

kya ho jo yahi mira ḳhuda ho

saugand mujhe ghazal ki ‘gauhar’

main ne jo zaban se kuchh kaha ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jahan Baat Wahdat Ki Gahri Rahegi

abul-hasanat-haqqi

Jaane In Aankhon Ne Us dasht Mein dekha Kya Kya

Subh-E-Nau Lati Hai Har Sham Tumhein Kya Malum

Zard Phulon Mein Basa KHwab Mein Rahne Wala

Yarab Sarab-E-Ahal-E-Hawas Se Najat De

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet