• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hadsat Ab Ke Safar Mein Nae Dhab Se Aae

Hadsat Ab Ke Safar Mein Nae Dhab Se Aae

hadsat ab ke safar men na.e Dhab se aa.e

kashtiyan bhi nahin Duubi na kinare aa.e

ba.ad muddat ye jila kis ke hunar ne baḳhshi

ba.ad muddat mire a.ine men chehre aa.e

ashk palkon ki munDeron pe tamanna dil men

din Dhale lauT ke shaḳhon pe parinde aa.e

saare kirdaron se ji khol ke baten kar luun

moḌ kaisa mire qisse men na jaane aa.e

arsh par roz bagule se phira karte hain

dasht ki ḳhaak ko divane kahan le aa.e

main kisi aur taqaze se karun zikr us ka

vo kisi aur se milne ke bahane aa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akhtar-ul-iman

Taskin

ahmad-ata

Wo Zamana Hai Ki Ab Kuchh Nahin diwane Mein

ahsan-marahravi

Mutmain Apne Yaqin Par Agar Insan Ho Jae

Naz Kar Naz Ki Ye Naz Juda Hai Sab Se

poet

Umr Guzri Hai to Phir Hosh Ko Rab Yaad Aaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet