• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Guzarna Rahguzaron Se baDa Aasan Tha Pahle

Guzarna Rahguzaron Se baDa Aasan Tha Pahle

guzarna rahguzaron se baḌa asan tha pahle

ilaqa ham jahan rahte hain vo sunsan tha pahle

sabab kya hai use khone ka kuchh bhi gham nahin hota

jise paane ka is dil ko baḌa arman tha pahle

ye aalam hai ki ab kuchh bhi nahin ik hu ka aalam hai

hamare ḳhana-e-dil men koi mehman tha pahle

bashar ka shar numayan ho gaya daur-e-taraqqi men

yahi vo aadmi hai jo kabhi insan tha pahle

ajab ḳhushbu si aati hai dar-o-divar se ab bhi

yahan koi yaqinan sahib-e-iman tha pahle

vo mere vaste ab jaan dene par hai amada

vahi ‘javed’ jo mera harif-e-jan tha pahle

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sans Lije to Bikhar Jate Hain Jaise Ghunche

Main Teri Dastaras Se Bahut Dur Tha

noon-meem-rashid

Shabab-E-Gurezan

abid-wadood

Shiddat Bahaar Ki Bhi Gawara Nahin Mujhe

Kucha-E-Rang-E-Malamat Ke Sab Aasar Ke Sath

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet