• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Guzar Auqat Nahin Ho Pati

Guzar Auqat Nahin Ho Pati

guzar auqat nahin ho paati

din se ab raat nahin ho paati

saari duniya men bas ik tum se hi

ab mulaqat nahin ho paati

jo dhaḌakti hai mire dil men kahin

ab vahi baat nahin ho paati

jam.a karta huun sar-e-chashm bahut

phir bhi barsat nahin ho paati

laakh mazmun lab-e-iz.har pe hain

aur munajat nahin ho paati

haath men haath liye phirti hai

ḳhatm ye raat nahin ho paati

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

jaun-eliya

dil Ne Kiya Hai Qasd-E-Safar Ghar Samet Lo

Kisi Marqad Ka Hi Zewar Ho Jaen

abdul-hamid-adam

Ek Na-Maqbul Qurbani Hun Main

ali-sardar-jafri

Tumhaare Eajaz-E-Husn Ki Mere dil Pe Lakhon Inayaten Hain

poet

Dekhna Uski Tajalli Ka Jise Manzur Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet