• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gunjti Wadi Mein Aawaz Abhi Baqi Hai

Gunjti Wadi Mein Aawaz Abhi Baqi Hai

aleena-itrat

gunjti vaadi men avaz abhi baaqi hai

taar tuute hain to kya saaz abhi baaqi hai

phir zamin khinch rahi hai mujhe apni janib

main rukun kaise ki parvaz abhi baaqi hai

maut se pahle miri maut ko likhne vaale

mere anjam ka aghaz abhi baaqi hai

tu idhar hai ki nahin itna bata de mujh ko

saare parde uthe par raaz abhi baaqi hai

vaqt ne gard kiya phuul se chehron ka jamal

par ada baaqi hai andaz abhi baaqi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHamosh Hain KHamosh Magar Dekh Rahe Hain

poet

Mushkilen Khaal Khaal Chahte Hain

meer-mehdi-majrooh

Ye Jo Chupke Se Aae Baithe Hain

Tumne Kyon Hans Ke Mujhe Ek Nazar Dekh Liya

shakeel-badayuni

Zalzala

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet