• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gulon Ko Shoala Mizaji Sikhai Jati Hai

Gulon Ko Shoala Mizaji Sikhai Jati Hai

gulon ko sho.ala mizaji sikha.i jaati hai

chaman ki aag chaman men laga.i jaati hai

junun-e-firqa-parasti are ma.az-allah

har ik qadam pe qayamat uTha.i jaati hai

vo aag jis ne mire gulistan ko phunk diya

nigah-e-shaiḳh-o-barahman men paa.i jaati hai

hamin pe ḳhatm nahin kufr-e-ishq ai naseh

buton ke saath ḳhuda ki ḳhuda.i jaati hai

nahin ye gham ki rasa nala-e-hazin na hue

falak pe aaj miri na-rasa.i jaati hai

ab un ke qaul-o-qasam par nahin hai dil ko yaqin

sitamgaron se kahin bevafa.i jaati hai

in ansuon ko na kar ra.egan are nadan

kahin ye daulat-e-gham yuun luTa.i jaati hai

mafar shamatat-e-ham-saya se ‘jamal’ nahin

ye barq girti nahin hai gira.i jaati hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bhule-Bisre Mausamon Ke darmiyan Rahta Hun Main

Ameer Khasro

Hazrat-Khwaja Sang Kheliye dhamal

poet

Rakhta Hun Main Haq Par Nazar Koi Kuchh Kaho Koi Kuchh Kaho

Hafiz Shirazi

dilam Malal Giraft Az Jahan Wa Har-Che darust

Dam Junun Ki Had-E-Intiha Pe Thahra Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet