• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gulon Ke Darmiyan Achchhi Lagi Hain

Gulon Ke Darmiyan Achchhi Lagi Hain

gulon ke darmiyan achchhi lagi hain

hamen ye titliyan achchhi lagi hain

gali men koi ghar achchha nahin tha

magar kuchh khiḌkiyan achchhi lagi hain

naha kar bhige balon ko sukhati

chhaton par laḌkiyan achchhi lagi hain

hina.i haath darvaze se bahar

aur us men chuḌiyan achchhi lagi hain

bichhaḌte vaqt aisa bhi hua hai

kisi ki siskiyan achchhi lagi hain

hasinon ko liye baiThen hain ‘alvi’

tabhi to kursiyan achchhi lagi hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ameer-minai

Saf Kahte Ho Magar Kuchh Nahin Khulta Kahna

sara-shagufta

Parinda Kamre Mein Rah Gaya

Soch Ka Saniya Dam Bhar Ko Gaya Yar Ke Pas

Sufi

Jab Bhi Kamre Mein Kuchh Hawa Aai

poet

Mumkin Na Thi Jo Baat Wahi Baat Ho Gai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet