• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Guftugu Tark-E-KHamushi Hai Faqat

Guftugu Tark-E-KHamushi Hai Faqat

guftugu tark-e-ḳhamushi hai faqat

ham-safar ek ajnabi hai faqat

ahd-e-rafta ke valvalon ka nishan

ik musalsal si bekali hai faqat

dekhna-bhalna gaya tire saath

aankh muddat se sochti hai faqat

har taraf ik athah sannaTa

chaap apni hi gunjti hai faqat

har taraf be-panah tariki

apni ankhon ki raushni hai faqat

ajnabiyyat ke yaḳh-kadon men dost

ḳhud kalami pe zindagi hai faqat

ham kahan aur javaz-e-shikva kahan

naala iz.har-e-be-kasi hai faqat

kar hifazat mata-e-hairat ki

hasil-e-zindagi yahi hai faqat

ab dimagh-e-suḳhan bhi hai kis ko

umar muddat se kaT rahi hai faqat

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Gul Ki KHushbu Ki Tarah Aankh Ke Aansu Ki Tarah

Phir taKHayyul Yun Kis Ka Mujhko Bahlane Laga

poet

Bahr-E-Alam Mein Dil Dub Gaya Aaj Ki Shab

Is Baat Ka Malal Nahin Hai Ki Dil Gaya

abdur-rauf-urooj

Aaj Yaadon Ne Ajab Rang Bikhere dil Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet