• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Giton Ka Shahr Hai Ki Nagar Soz-O-Saz Ka

Giton Ka Shahr Hai Ki Nagar Soz-O-Saz Ka

aabid-adeeb

giton ka shahr hai ki nagar soz-o-saz ka

qalb-e-shikasta aur ye aalam gudaz ka

charon taraf saji hain dukanen khulus ki

chamka hai karobar har ik hila-saz ka

vo chahe khvab ho ki haqiqat magar kabhi

ehsan uthaega na libas-e-majaz ka

jis tarah chaha jaae hai chaha nahin abhi

andesha jaan khaae hai ifsha-e-raz ka

bahrupiya hai koi phire hai nagar nagar

qatil ka ruup dhare kabhi charasaz ka

yuun hanste hanste dar-e-fana se chala hai vo

jaise safar nasib ho arz-e-hijaz ka

‘abid’ ghamon ki dhuup men jalna hai chaar din

bas qissa mukhtasar hai ye umr-e-daraz ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Bechain dil Hai Phir Bhi Chehre Pe dilkashi Hai

darshika-wasani

Kya Wahin Miloge Tum

Hare Mausam Khilenge Sona Ban Ke KHak Badlegi

Din Utarte Hi Nai Sham Pahan Leta Hun

afsar-merathi

Aks Hai Be-Tabiyon Ka dil Ki Armanon Mein Kyun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet