• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Geet / Ghusse Mein Jo Nikhra Hai Us Husn Ka Kya Kahna

Ghusse Mein Jo Nikhra Hai Us Husn Ka Kya Kahna

sahir-ludhianvi

ghusse men jo nikhra hai us husn ka kya kahna

kuchh der abhi ham se tum yuun hi khafa rahna

us husn ke shoale ki tasvir bana len ham

un garm nigahon ko siine se laga len ham

pal-bhar isi aalam men ai jan-e-ada rahna

kuchh der abhi ham se tum yuun hi khafa rahna

ye dahka hua chehra ye bikhri hui zulfen

ye badhti hui dhadkan ye chadhti hui sansen

saman-e-qaza ho tum saman-e-qaza rahna

kuchh der abhi ham se tum yuun hi khafa rahna

pahle bhi hasin thiin tum lekin ye haqiqat hai

vo husn musibat tha ye husn qayamat hai

auron se to badh kar ho khud se bhi siva rahna

kuchh der abhi ham se tum yuun hi khafa rahna

Filed Under: Geet Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-mahfuz

Zakhm Khana Hi Jab Muqaddar Ho

Phir Chahe Jitni Qamat Le Kar Aa Jaana

Hawas-O-Hafize Ka Man Rah Gaya Hai Bas

poet

Sadme Yun Ghair Par Nahin Aate

naseem-syed

Apni Taswir Mujhe Aap Banani Hogi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet