• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ghulam Ki Rose O Shab Ghulami Mein Kya Kami Thi

Ghulam Ki Rose O Shab Ghulami Mein Kya Kami Thi

ghulam ki roz o shab ghulami men kya kami thi

kaniz ke iltifat o ḳhubi men kya kami thi

inhen dar-e-ḳhvab-gah se kis liye haTaya

muhafizon ki vafa-shi.ari men kya kami thi

jalal-e-giti satan se darbar kanpta tha

muqarribon ki mizaj-fahmi men kya kami thi

giran guzarta tha kyuun tabi.at pe saath us ka

vazir-zade ki nukta-sanji men kya kami thi

nashist men is qadar ta.ammul ba-vaqt-e-ruḳhsat

murassa o musta.id savari men kya kami thi

khaḌe the kyuun chaukidar do-ruya neze thame

mahl ki divar ki bulandi men kya kami thi

guzar na sakta tha koi ḳhvaja-sara na bandi

haram ke razon ki pasdari men kya kami thi

na jaane salar mutma.in kyuun nahin the ‘yasir’

sipah ke azm o jan-sipari men kya kami thi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tabinda Husn-E-Raaz-E-Bahaaran Hamin Se Hai

Yahi Nahin Ki Faqat Teri Justuju Bhi Main

akhtar-muslimi

Shikwa Is Ka to Nahin Hai Jo Karam chhoD Diya

poet

Phul Apne Wasf Sunte Hain Us KHush-Nasib Se

Qulzum-E-Ulfat Mein Wo Tufan Ka Aalam Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet