• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ghire Hain Chaaron Taraf Bekasi Ke Baadal Phir

Ghire Hain Chaaron Taraf Bekasi Ke Baadal Phir

rafia-shabnam-abidi

ghire hain charon taraf bekasi ke badal phir

sulag raha hai sitaron bhara ik anchal phir

bas ek baar un ankhon ko us ne chuma tha

hamesha nam hi raha ansuon se kajal phir

ye kaisi aag hai jo por por raushan hai

ye kis ne rakh di miri ungliyon pe mashal phir

phir ab ki baar lahu-rang barishen barsen

kisi ne kaat diye hain saron ke jangal phir

ragon men tapti hui khushbuen machalne lagin

mala badan pe nae mausamon ne sandal phir

kahin to ret se chashma nikal hi aaega

bhatak raha hai vo kandhon pe le ke chhagal phir

phir us akeli bhari dopahar ne jhulsa hai

ki yaad aane laga subh se vo pagal phir

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Baat Kya Hai Ye Bataen to Sahi

poet

Is Daur Ke Asar Ka Jo Puchho Bayan Nahin

etibar-sajid

Aankhon Se Ayan Zakhm Ki Gahrai To Ab Hai

poet

Wo Jo Kuchh Kuchh Nigah Milane Lage

Teri Mohabbat Mein Gham Jo Aae to Us Se baDh Kar KHushi Nahin Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet