• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ghamgin Be-Maza Badi Tanha Udas Hai

Ghamgin Be-Maza Badi Tanha Udas Hai

poet

ghamgin be-maza badi tanha udaas hai

tere baghair to miri duniya udaas hai

phaila hua hai raat ki ankhon men soz-e-hijr

mahtab-rut men chand ka chehra udaas hai

lo phir se aa gaya hai judai ka marhala

ankhen hain nam miri tira lahja udaas hai

barish baha ke le gai tinkon ka ashiyan

bhige shajar ki shakh pe chidiya udaas hai

shahzada so gaya hai kahani sune baghair

bachpan ke taaq men rakhi gudiya udaas hai

ankhen munder par dhare guzri shab-e-visal

lipta hua kalai se gajra udaas hai

suraj lipat ke jhiil ke paani se ro diya

manzar firaq-e-sham ka kitna udaas hai

kis ko hain raas hijr ki kathnaiyan ‘sahar’

jitna qarib ho koi utna udaas hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ye zaKHm Hain Ki Phul Hain Ye Zahr Hain Ki Jam Hain

Wan Kamar Bandhe Hain Mizhgan Qatl Par Donon Taraf

bilqis-zafirul-hasan

deta Tha Jo Saya Wo Shajar Kat Raha Hai

mirza-ghalib

Aah Ko Chahiye Ek Umr Asar Hote Tak

kaT Gain Jab Josh-E-Izhaar-E-Hunar Mein Ungliyan

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet